Monday, July 07, 2008

Humne ki khata aur doshi aapko tehraya

Humne ki khata aur doshi aapko tehraya,
Daal sako toh nadan samajh,
Hamari jholi mai mafi ki bhik daal dijiye,
Khata hamari itni hi thi,
K humne apse Mohabbat karne ka sangin jurm farmaya...

1 comment:

Unknown said...

wah wah wah.... kya baat hai....