Sunday, August 08, 2010

Char Din Ki Zindagani Hai

Char din ki Zindagani hai,
Has bol kar bitani hai,
Kya pata kal hum ho na ho,
Magar itna yakeen hai,
Ke humare baad,
Humari dosti aapko zaroor yaad ani hai.